Bank account number se account holder name kaise nikale

Agar Apako Bank Account Number Se Bank Account Holder Name Kaise Pata Kiya Jata Hai, Jab aap kisi relative ke bank account me money transfer karte hai apane mobile se to apako bahut problem hoti hai kyoki apako pata nahi hota hai ki jis bank account number par aap paisa transfer karne wale hai vah correct bank account number hai ya wrong bank account number hai, Agar aap bank account me money transfer karne se pahale aap us bank account number se bank account holder name matlab usake bank khata no se usake owner / malik ka name search/find karna chahate hai online to aap kaise kar sakate hai isaka kya process hai complete isame ham janane wale hai.

Bank account number kiske naam par hai kaise pata kare ?

Agar aap bank khata no se owner/malik ka name check karna chahate hai to kaise kar sakate vah bhi only bank account number and ifsc code ke thorugh bank account holder ka full name check without service charge pay kiye, ham apako vah sabhi option batane ki try karenge jisase aap bank account number se account holder naam search kar sakate hai, aap upiqr.go24.info website ki help se bank account number and ifsc code ke thorugh qr code generate karke fir us qr code ko phone pe,google pay,paytm apps se qr scan karne par apako bank account holder name dekhne ko mil jata hai.

Bank account number se account holder name kaise nikale

Online bank account holder name check karne ke liye aap niche bataye step ko follow kar sakate hai jisame apako all method mil jayega jisase aap bank account holder name check kar sakate hai. 

Bank Account Number and IFSC Code to Account Holder Name Check Using QR ?

Agar apako Bank Account Number and IFSC Code Ke through Bank Account Holder name Check Karne Ke Liye Niche bataye Step Ko Follow kar Sakate Hai - 

Step 1:-  QR Code Se bank account holder name check karne ke liye https://upiqr.go24.info/ this website par visit kare.



Step 2:- "I want to Generate Bank A/c QR Code" wale box ko tick kare, jisase apake samane bank account no enter karne ka option display hoga.


Step 3:-  "Bank A/c Holder name" this field me aap koi bhi name enter kar sakate hai jo name apako pata hai, apako kuchh bhi pata nahi hai tab aap xyz type kar sakate hai.

Step 4:- "Enter bank Account Number" this field me aap apane bank account number enter kare jisaka account holder name check karna hai.

Step 5:- "Enter bank Branch IFSC Code" yaha apako ifsc code enter karna hai jis bank branch me apaka account open hai, Agar apako ifsc code pata nahi hai city name pata hai to aap https://ifsc-code-search.go24.info/ this website par visit kare bank name aur city name select kare ifsc code aa jayega.

Step 6:- Set Reference No (Optional), Enter Amount(Optional) dono ko aap khali/empty rakh sakate hai, Set Reference No Means - jab apako qr code diya jayega jab koi us qr code ko scan kar ke payment karega to vah ek reference number ke sath usaka transaction hoga jisase us payment ko track karne me aasani hogi. Enter Amount Means - agar aap kuchh bhi amount enter karte hai to kya hoga ki jab koi us qr code ko scan karega to usako amount enter karne ke liye option open nahi hoga kyoki amount already set hoga vah us amount ko edit nahi kar sakata hai.

Step 7:- Generate Button par click kare bank account no and ifsc code enter karne ke after generate button press kare.


Step 8:- Yaha apako QR Code Display hoga jisako aap Google Pay, Phone Pe, Paytm, Amazon pay apps se scan kare apako real bank account holder name display ho jayega apake mobile pay phone par.

Step 9:- Agar koi pay phone par work nahi kare account holder name nahi show kare tab pay phone apps change kar ke try kare.


Step 10:-  Jab Aap QR Code Ko Scan Karte hai to aapko Aisa Error aa sakata hai, yah kisi bank account number par work karta hai.

Step 11:- Agar qr code ko scan karne par bank holder ka name display nahi kar raha hai tab aap website par qr code ke niche jo ek upi id or vpa id display kar raha hoga usake through aap check kare.


Step 12:-  Pay UPI ID or UPI Number par click kare, aap koi bhi pay phone open kare usako upi id ke name se koi option jarur aayega.


Step 13:- Yaha apna upi id or number enter kare fir Continue button par click kare.


Step 14:- "Banking Name" Yaha jo name display hoga vah bank account holder name display hoga.


Kuchh aise aap bank account number se bank account holder name check kar sakate hai.



Account Holder Name by Account Number and IFSC Code ?

Apne bank account number ke thorugh bank account holder name check karne ke liye niche bataye step follow kare -


Step 1:- Bank Account Owner Name Check Karne Ke Liye Aap Click Here this link par visit kar sakate hai. 

Step 2:-  upiqr.go24.info website par jo bank holder name check karne ki service hai vah legal api base par work karti hai.

Step 3:-  upiqr.go24.info site apko only bank holder name show karta hai jisase apaka payment kisi wrong account me transfer nahi ho jaye jab aap money transfer kare.


Step 4:-  "Enter Bank Account Number" this field me apane bank account number enter kare.

Step 5:- "Enter bank Branch IFSC Code" this field me us bank branch ka ifsc code enter kare jisame bank account open hai.

Step 6:- "Check Now" Button par click kare bank account number and ifsc code enter karne ke after.


Step 7:- Bank Name Display Hoga first stage me fir apako more information ke liye Next Button par click karna hai.

Step 8:- "A/c Holder Name" Yaha apako full bank account holder name dekhne ko mil jayega.

Step 9:- Jab kabhi api work nahi karega tab apkao blank data mil sakata hai.

Kuchh aise aap banking name check kar sakate hai, aasha karte hai ki apako yah article pasand aaya hoga.


Post a Comment

0 Comments